Zaroori Tha Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori Tha Lyrics from the album Back 2 Love starring Gauahar Khan and Kushal Tandon, sung by Rahat Fateh Ali Khan. The song lyrics were penned by Khalil-ur-Rehman Qamar and composed by Sahir Ali Bagga.

Zaroori Tha Song is also featured in the Hindi romantic film Hamari Adhuri Kahani released in 2015. The movie was directed by Mohit Suri and produced by Mahesh Bhatt, and Mukesh Bhatt, starring Emraan Hashmi and Vidya Balan.

Zaroori Tha Lyrics in Hindi

लफ्ज़ कितने ही तेरे पैरों से लिपटे होंगे
तूने जब आखरी खत मेरा जलाया होगा

तूने जब फूल किताबों से निकाले होंगे
देने वाला भी तुझे याद तो आया होगा
ना…

तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी जरूरी था
मोहब्बत भी जरूरी थी बिछड़ना भी जरूरी था

जरूरी था के हम दोनों तवाफ-ए-आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ू ओ का बिखरना भी जरूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी जरूरी था

बताओ याद है तुमको, वो जब दिल को चुराया था
चुरायी चीज को तुमने खुदा का घर बनाया था

वो जब केहते थे मेरा नाम तुम तस्बीह में पढ़ते हो
मोहब्बत की नमाज़ो को क़ज़ा करने से डरते हो

मगर अब याद आता है वो बातें थी महज बातें
कहीं बातों ही बातों में मुकरना भी जरूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी जरूरी था
ना…

वही है सुरते अपनी, वही मैं हूँ, वही तुम हो
मगर खोया हुआ हू मैं, मगर तुम भी कहीं गुम हो

मोहब्बत में दगा की थी वो काफिर थे, वो कातिल है
मिली है मजिलें फिर भी मुकाबिल थे, मुसाफिर है

तेरे दिल के निकाले हम कहाँ भटके, कहाँ पहुँचे
मगर भटके तो याद आया भटकना भी जरूरी था
मोहब्बत भी जरूरी थी बिछड़ना भी जरूरी था

जरूरी था के हम दोनों तवाफ-ए-आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ू ओ का बिखरना भी जरूरी था
तेरी आँखों के दरिया का उतरना भी जरूरी था

Written By: Khalil-ur-Rehman Qamar

Music Video

Watch the video of the song ‘Zaroori Tha’ by Rahat Fateh Ali Khan below,

Video Credits: Universal Music India YouTube Channel

Zaroori Tha Lyrics in English

Lafz Kitne Hi Tere Pairon Se Lipte Honge
Tune Jab Aakhri Khat Mera Jalaya Hoga

Tune Jab Phool Kitabon Se Nikale Honge
Dene Wala Bhi Tujhe Yaad Toh Aaya Hoga
Na…

Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha

Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawaf-E-Aarzoo Karte
Magar Phir Aarzoo O Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha

Batao Yaad Hai Tumko, Wo Jab Dil Ko Churaya Tha
Churayi Cheez Ko Tumne Khuda Ka Ghar Banaya Tha

Wo Jab Kehte The Mera Naam Tum Tasbeeh Mein Padhte Ho
Mohabbat Ki Namazo Ko Qaza Karne Se Darte Ho

Magar Ab Yaad Aata Hai Wo Baatein Thi Mahaj Baatein
Kahin Baaton Hi Baaton Mein Mukarna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha
Na…

Wahi Hai Surate Apni Wahi Main Hoon, Wahi Tum Ho
Magar Khoya Hua Hu Main, Magar Tum Bhi Kahi Ghum Ho

Mohabbat Mein Daga Ki Thi Wo Kafir The, Wo Qatil Hai
Mili Hai Manzile Phir Bhi Muqabil The, Musafir Hai

Tere Dil Ke Nikale Hum Kahan Bhatke, Kahan Pahunche
Magar Bhatke To Yaad Aaya Bhatakna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha

Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawaf-E-Aarzoo Karte
Magar Phir Aarzoo O Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha

Song Credits

  • Song Title: Zaroori Tha
  • Album: Back 2 Love
  • Singer: Rahat Fateh Ali Khan
  • Composer: Sahir Ali Bagga
  • Lyricist: Khalil-ur-Rehman Qamar
  • Release Year: 2014
  • Music Label: Universal Music India