Jashn-E-Bahara Lyrics – Jodha Akbar | A. R. Rahman

Kehne Ko Jashn-E-Bahara Lyrics sung by Javed Ali is a Hindi Love Song from the movie Jodha Akbar featuring Hrithik Roshan & Aishwarya Rai Bachchan. This song is written by Javed Akhtar while the music is composed by A. R. Rahman.

Jashn-E-Bahara Song Details

Song TitleJashn-E-Bahaaraa
SingerJaved Ali
MusicA. R. Rahman
LyricsJaved Akhtar
FeaturingHrithik Roshan & Aishwarya Rai Bachchan
Music LabelSony Music India
MovieJodhaa Akbar
Movie DirectorAshutosh Gowariker
Release Date15 February 2008

Jashn-E-Bahara Lyrics in Hindi

केहने को जश्न-ए-बहारा हैं
इश्क ये देख के हैरां हैं
केहने को जश्न-ए-बहारा हैं
इश्क ये देख के हैरां हैं

फूल से खुशबू खफा खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिजा की चिलमन में

सारे सहमे नज़ारे हैं
सोये सोये वक्त के धारे है
और दिल में खोई-खोई सी बातें हैं

कहने को जश्ने बहारा है
इश्क ये देख के हैरां है
फूल से खुशबू खफा खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिजा की चिलमन में

कैसे कहे क्या है सितम
सोचते हैं अब ये हम
कोई कैसे कहे वो है या नहीं हमारे

करते तो है साथ सफर
फासले है फिर भी मगर
जैसे मिलते नहीं किसी दरिया के दो किनारे

पास है फिर भी पास नहीं
हम को ये ग़म रास नहीं
शीशे की एक दीवार है जैसे दरमियाँ

सारे सहमे नज़ारे हैं
सोये सोये वक्त के धारे है
और दिल में खोई-खोई सी बातें हैं

कहने को जश्ने बहारा है
इश्क ये देख के हैरां है
फूल से खुशबू खफा खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिजा की चिलमन में

हमने जो था नगमा सुना
दिल ने था उसको चुना
ये दास्तान हमें वक्त ने कैसी सुनाई

हम जो अगर है ग़मगीन
वो भी उधर खुश तो नहीं
मुलाकातों में है जैसी घुल सी गई तनहाई

मिलके भी हम मिलते नहीं
खिलके भी गुल खिलते नहीं
आँखों में है बहारे दिल में खिजा

सारे सहमे नज़ारे हैं
सोये सोये वक्त के धारे है
और दिल में खोई-खोई सी बातें हैं

केहने को जश्न-ए-बहारा हैं
इश्क ये देख के हैरां हैं
फूल से खुशबू खफा खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिजा की चिलमन में

Written By: Javed Akhtar

More Songs by A. R. Rahman

Jashn-E-Bahara Video Song

Video Credits: Sony Music India

Jashn-E-Bahara Lyrics in English

Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai
Ishq Ye Dekh Ke Hairaan Hai
Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai
Ishq Ye Dekh Ke Hairaan Hai

Phool Se Khushbu Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chhupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Saare Sehme Nazare Hain
Soye Soye Waqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Khoyi-Khoyi Si Baatein Hain

Kehne Ko Jashne Bahara Hai
Ishq Ye Dekh Ke Hairaan Hai
Phool Se Khushbu Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chhupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Kaise Kahe Kya Hai Sitam
Sochte Hain Ab Ye Hum
Koi Kaise Kahe Wo Hai Ya Nahi Hamare

Karte Toh Hai Saath Safar
Faasle Hain Phir Bhi Magar
Jaise Milte Nahi Kisi Dariya Ke Do Kinare

Paas Hai Phir Bhi Paas Nahi
Hum Ko Ye Gham Raas Nahi
Sheeshe Ki Ek Deewar Hai Jaise Darmiyaan

Saare Sehme Nazare Hain
Soye Soye Waqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Khoyi-Khoyi Si Baatein Hain

Kehne Ko Jashne Bahara Hai
Ishq Ye Dekh Ke Hairaan Hai
Phool Se Khushbu Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chhupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Humne Jo Tha Nagma Suna
Dil Ne Tha Usko Chuna
Ye Dastaan Hamein Waqt Ne Kaisi Sunayi

Hum Jo Agar Hai Ghamgin
Wo Bhi Udhar Khush To Nahi
Mulakaton Mein Hai Jaise Ghul Si Gayi Tanhai

Milke Bhi Hum Milte Nahi
Khilke Bhi Gul Khilte Nahi
Aankhon Mein Hai Bahare Dil Mein Khiza

Saare Sehme Nazare Hain
Soye Soye Waqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Khoyi-Khoyi Si Baatein Hain

Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai
Ishq Ye Dekh Ke Hairaan Hai
Phool Se Khushbu Khafa Khafa Hai Gulshan Mein
Chhupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein