Ishq Mein Lyrics is a romantic Hindi song from the 2025 movie Nadaaniyan. Sachet Tandon and Asees Kaur has delivered heartfelt vocals that perfectly matches the soothing composition by Sachin-Jigar. Amitabh Bhattacharya’s lyrics beautifully describe the emotions of falling in love and appreciating someone more with every passing day. Read the complete lyrics of Ishq Mein Tere Ishq Mein below and explore the song details.
Song Credits
| Song Title | Ishq Mein |
| Movie | Nadaaniyan (2025) |
| Singer | Sachet Tandon, Asees Kaur |
| Composer | Sachin-Jigar |
| Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
| Starring | Khushi Kapoor, Ibrahim Ali Khan |
| Language | Hindi |
| Release Year | 2025 |
| Music Label | Sony Music India |
Ishq Mein Lyrics in Hindi
कुछ दिनों से मुझे पेहले से और भी
अच्छे लगते हो तुम
ऐसी तुम में सनम जाने क्या बात है
अच्छे लगते हो तुम
मैंने दिल को कभी आजमाया ही न था
इस तरह.. इस तरह
क्यूँ की पेहले मुझे तो किसी पे भी कभी
प्यार आया न था इस तरह
इश्क में.. तेरे इश्क में
तुझे क्या बताऊं यारा तेरे इश्क में
इश्क में.. इश्क में..
हां मैं किस कदर फिदा हूँ यारा तेरे इश्क में
इश्क में.. इश्क में..
हां मैं किस कदर फिदा हूँ यारा तेरे इश्क में
इश्क में तेरे इश्क में
इश्क में तेरे इश्क में
एक नशा है तेरे इश्क में
इश्क में तेरे इश्क में
इश्क में तेरे इश्क में
सब फ़ना है तेरे इश्क में
हो.. जिस दिन मुझे तू ना मिले
हो.. जिस दिन मुझे तू ना मिले
उसको मैं दिन ही गिनता नहीं
होती नहीं जो तुझसे जुड़ी
मैं बात ही वो सुनता नहीं
हां किसी का नशा सर चढ़ाया ही न था
इस तरह.. इस तरह
क्यूँ की पेहले मुझे तो किसी पे भी कभी
प्यार आया न था इस तरह
इश्क में.. तेरे इश्क में
तुझे क्या बताऊं यारा तेरे इश्क में
इश्क में.. इश्क में..
हां मैं किस कदर फिदा हूँ यारा तेरे इश्क में
इश्क में.. इश्क में..
हां मैं किस कदर फिदा हूँ यारा तेरे इश्क में
इश्क में तेरे इश्क में
इश्क में तेरे इश्क में
एक नशा है तेरे इश्क में
इश्क में तेरे इश्क में
इश्क में तेरे इश्क में
सब फ़ना है तेरे इश्क में
जब से पड़ा मैं तेरे इश्क में
मैं ना रहा मैं तेरे इश्क में
कुछ तो हुआ है तेरे इश्क में
मैं ना रहा मैं तेरे इश्क में
Written By: Amitabh Bhattacharya
More Songs from Nadaaniyan
Ishq Mein from Nadaaniyan (2025)
Ishq Mein Lyrics in English (Romanized)
Kuch Dino Se Mujhe Pehle Se Aur Bhi
Acche Lagte Ho Tum
Aisi Tum Mein Sanam Jaane Kya Baat Hai
Acche Lagte Ho Tum
Maine Dil Ko Kabhi Azmaya Hi Na Tha
Is Tarah.. Is Tarah
Kyun Ki Pehle Mujhe Toh Kisi Pe Bhi Kabhi
Pyar Aaya Na Tha Is Tarah
Ishq Mein.. Tere Ishq Mein
Tujhe Kya Bataun Yaara Tere Ishq Mein
Ishq Mein.. Ishq Mein..
Haan Main Kis Qadar Fida Hun Yaara Tere Ishq Mein
Ishq Mein.. Ishq Mein..
Haan Main Kis Qadar Fida Hun Yaara Tere Ishq Mein
Ishq Mein Tere Ishq Mein
Ishq Mein Tere Ishq Mein
Ek Nasha Hai Tere Ishq Mein
Ishq Mein Tere Ishq Mein
Ishq Mein Tere Ishq Mein
Sab Fanaa Hai Tere Ishq Mein
Ho.. Jis Din Mujhe Tu Na Mile
Ho.. Jis Din Mujhe Tu Na Mile
Usko Main Din Hi Ginta Nahi
Hoti Nahi Jo Tujhse Judi
Main Baat Hi Wo Sunta Nahi
Haan Kisi Ka Nasha Sar Chadhaya Hi Na Tha
Is Tarah.. Is Tarah
Kyun Ki Pehle Mujhe Toh Kisi Pe Bhi Kabhi
Pyar Aaya Na Tha Is Tarah
Ishq Mein.. Tere Ishq Mein
Tujhe Kya Bataun Yaara Tere Ishq Mein
Ishq Mein.. Ishq Mein..
Haan Main Kis Qadar Fida Hun Yaara Tere Ishq Mein
Ishq Mein.. Ishq Mein..
Haan Main Kis Qadar Fida Hun Yaara Tere Ishq Mein
Ishq Mein Tere Ishq Mein
Ishq Mein Tere Ishq Mein
Ek Nasha Hai Tere Ishq Mein
Ishq Mein Tere Ishq Mein
Ishq Mein Tere Ishq Mein
Sab Fanaa Hai Tere Ishq Mein
Jab Se Pada Main Tere Ishq Mein
Main Na Raha Main Tere Ishq Mein
Kuch Toh Hua Hai Tere Ishq Mein
Main Na Raha Main Tere Ishq Mein