Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai Lyrics from Dil Hai Ke Manta Nahin is a 90s Superhit Hindi Romantic song sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu. Adayein Bhi Hain song lyrics are written by Sameer while the music is produced by Nadeem-Shravan. In this post, you will find the lyrics and the music video of Adayein Bhi Hain Song starring Aamir Khan and Pooja Bhatt.
Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai Lyrics – Dil Hai Ke Manta Nahin |
Adayein Bhi Hain Song Details
Song Title: | Adayein Bhi Hain – Mere Mehboob Mein |
Singers: | Anuradha Paudwal, Kumar Sanu |
Music: | Nadeem-Shravan |
Lyrics: | Sameer |
Cast: | Aamir Khan and Pooja Bhatt |
Music Label: | T-Series |
Movie: | Dil Hai Ke Manta Nahin |
Director: | Mahesh Bhatt |
Release Date: | 12 July 1991 |
Adayein Bhi Hain Lyrics in Hindi
अदायें भी है मोहब्बत भी है
शराफत भी है, मेरे मेहबूब में
वो दीवानापन, वो जालिम अदा
शरारत भी है, मेरे मेहबूब में
अदायें भी है मोहब्बत भी है
नजाकत भी है, मेरे मेहबूब में
वो दीवानापन, वो मासूमियत
शरारत भी है, मेरे मेहबूब में
ना पूछो मेरा दिल कहा खो गया
तुझे देखते ही तेरा हो गया
आँखों में तू मेरे ख्वाबों में तू है
यादों के मेहके गुलाबों में तू है
वो सेहमी नजर, वो कमसीन उमर
चाहत भी है, मेरे मेहबूब में
वो दीवानापन, वो मासूमियत
शरारत भी है, मेरे मेहबूब में
साँसों की बेहती लेहर रुक गयी
मुझे शर्म आयी नजर झूक गयी
के हम उन के कितने करीब आ गये
ये सोच के हम तो घबरा गये
वो बाँकपन, वो दीवानगी
इनायत भी है, मेरे मेहबूब में
वो दीवानापन, वो जालिम अदा
शरारत भी है, मेरे मेहबूब में
मोहब्बत की दुनिया बसाने चला
मैं तेरे लिये सब भूलाने चला
खुशबू कोई उसकी बातों में है
हर फैसला उसके हाथों में है
वो मेहका बदन, वो शर्मिलापन
नजाकत भी है, मेरे मेहबूब में
वो दीवानापन, वो जालिम अदा
शरारत भी है, मेरे मेहबूब में
अदायें भी है मोहब्बत भी है
नजाकत भी है, मेरे मेहबूब में
Written By: Sameer
‘Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai’ Video Song
Credits: T-Series
Adayein Bhi Hain Lyrics in English
Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai
Sharafat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Wo Deewanapan, Wo Zaalim Ada
Shararat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai
Nazakat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Wo Deewanapan, Wo Masoomiyat
Shararat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Na Puchho Mera Dil Kaha Kho Gaya
Tujhe Dekhte Hi Tera Ho Gaya
Aankhon Mein Tu Mere Khwabon Mein Tu Hai
Yaadon Ke Mehke Gulaabon Mein Tu Hai
Wo Sehmi Nazar, Wo Kamsin Umar
Chahat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Wo Deewanapan, Wo Masoomiyat
Shararat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Saanson Ki Behti Lehar Ruk Gayi
Mujhe Sharm Aayi Nazar Jhuk Gayi
Ke Hum Unn Ke Kitne Kareeb Aa Gaye
Ye Soch Ke Hum To Ghabra Gaye
Wo Baankpan, Wo Deewangi
Inayat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Wo Deewanapan, Wo Zaalim Ada
Shararat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Mohabbat Ki Duniya Basane Chala
Main Tere Liye Sab Bhulane Chala
Khushbu Koi Uski Baaton Mein Hai
Har Faisla Uske Haathon Mein Hai
Wo Mehka Badan, Wo Sharmilapan
Nazakat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Wo Deewanapan, Wo Zaalim Ada
Shararat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein
Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai
Nazakat Bhi Hai, Mere Mehboob Mein