Dekh Toofaan Aaya Hai Lyrics – DEVIL | Toofaan

Dekh Toofaan Aaya Hai Lyrics from Toofaan is a Hindi Rap Song sung by D’Evil. Dekh Toofaan Aaya Hai song lyrics are written by D’Evil while the music is produced by Shankar Ehsaan Loy. In this post, you will find the lyrics and the music video of Dekh Toofaan Aaya Hai Song starring Farhan Akhtar and Mrunal Thakur.

Dekh Toofaan Aaya Hai Lyrics - DEVIL | Toofaan | Hindi Rap
Dekh Toofaan Aaya Hai Lyrics – DEVIL | Toofaan

Dekh Toofaan Aaya Hai Song Details

Song Title:Dekh Toofaan Aaya Hai
Singer:D’Evil
Music:Shankar Ehsaan Loy
Lyrics:D’Evil
Cast:Farhan Akhtar and Mrunal Thakur
Music Label:Zee Music Company
Movie:Toofaan
Director:Rakeysh Omprakash Mehra
Release Date:16 July 2021

Dekh Toofaan Aaya Hai Lyrics in Hindi

हवा खाने निकले थे ना
अब देख कौन आया है

मुंबई की मिट्टी और धूल से बनाया छोटे
थोड़े से खून और जुनून से बनाया है
मेहनत के पसीने की बूंद से बनाया छोटे
ज़िंदगी के मकसद को ढूँढ के बनाया है
शान और ईमान से बने है
देख मैं क्या लाया है, देख ना
देख मैं क्या लाया है
तेरे लिए अपन तूफान लेके आया है

तूफान! तूफान! रुकेगा नहीं
तूफान! तूफान! झुकेगा नहीं
तूफान! तूफान! मुड़ेगा नहीं
तूफान! तूफान!

पेहले शांती थी अभी क्रांती है
जो पब्लिक जानती नहीं थी
अब मानती है
असली से नकली को छानती है
कीमत नाम की नहीं है
बस ईमान की है
एक नंबर

(सुनसान था अब ग़म)** आसान बना है
जीना और जितना अब आसान बना है
बिना आधार के अपनी पेहचान बनी है
अपनी ज़िंदगी जो हवा थी तूफान बनी है

तूफान! तूफान! रुकेगा नहीं
तूफान! तूफान! झुकेगा नहीं
तूफान! तूफान! मुड़ेगा नहीं
तूफान! तूफान! आगयेला है

घर से निकलने का नहीं
गर्मी हो रेहली है तोह फिर जलने का नहीं
जो जल गया वो ठल गया
फूँक मारी तोह उछल गया
भौकनेवाला घर गया
और दौड़नेवाला चल गया

थोबड़े तोह तोड़ दिए
सब रिश्ते नाते छोड़ दिए
अटकनेवालों को छोड़ दिए
पटकनेवालों को फोड़ दिए

अब हर दिन बोलेगा तोह वार है ना भाई
इन जाली रातों के अपन स्टार है ना भाई
समंदर में छेद करते
मुश्किल को कैद करते
अंदर से खेद करते
हमलोगों में भेद करते
आनेवाले मोड से निकले
कल को पीछे छोड़ के निकले
पेहले रोड पे दिखते
अब मंजिल तोड़ के निकले

तूफान! तूफान! रुकेगा नहीं
तूफान! तूफान! झुकेगा नहीं
तूफान! तूफान! मुड़ेगा नहीं
तूफान! तूफान! आगयेला है

(सुनसान था अब ग़म)** आसान बना है
जीना और जितना अब आसान बना है
बिना आधार के अपनी पेहचान बनी है
अपनी ज़िंदगी जो हवा थी तूफान बनी है

Written By: D’Evil

‘Dekh Toofaan Aaya Hai’ Video Song

Credits: Zee Music Company

Dekh Toofaan Aaya Hai Lyrics in English

Hawa Khane Nikle The Na
Ab Dekh Kaun Aaya Hai

Mumbai Ki Mitti Aur Dhool Se Banaya Chhote
Thode Se Khoon Aur Junoon Se Banaya Hai
Mehnat Ke Paseene Ki Boond Se Banaya Chhote
Zindagi Ke Maksad Ko Dhoondh Ke Banaya Hai
Shaan Aur Imaan Se Bane Hai
Dekh Main Kya Laya Hai, Dekh Na
Dekh Main Kya Laya Hai
Tere Liye Apan Toofaan Leke Aaya Hai

Toofaan! Toofaan! Rukega Nahi
Toofaan! Toofaan! Jhukega Nahi
Toofaan! Toofaan! Mudega Nahi
Toofaan! Toofaan!

Pehle Shanti Thi Abhi Kranti Hai
Jo Public Jaanti Nahi Thi
Ab Maanti Hai
Asli Se Nakli Ko Chhaanti Hai
Kimat Naam Ki Nahi Hai
Bas Imaan Ki Hai
Ek Number

(Sunsaan Tha Ab Gham)** Aasan Bana Hai
Jeena Aur Jitna Ab Aasan Bana Hai
Bina Aadhar Ke Apni Pehchan Bani Hai
Apni Zindagi Jo Hawa Thi Toofaan Bani Hai

Toofaan! Toofaan! Rukega Nahi
Toofaan! Toofaan! Jhukega Nahi
Toofaan! Toofaan! Mudega Nahi
Toofaan! Toofaan! Aagayela Hai

Ghar Se Nikalne Ka Nahi
Garmi Ho Rehli Hai Toh Phir Jalne Ka Nahi
Jo Jal Gaya Wo Thal Gaya
Phoonk Maari Toh Uchhal Gaya
Bhauknewala Ghar Gaya
Aur Daudnewala Chal Gaya

Thobde Toh Tod Diye
Sab Rishte Naate Chhod Diye
Ataknewalon Ko Chhod Diye
Pataknewalon Ko Phod Diye

Ab Har Din Bolega Toh War Hai Na Bhai
Inn Jaali Raaton Ke Apan Star Hai Na Bhai
Samundar Mein Chhed Karte
Mushkil Ko Kaid Karte
Andar Se Khed Karte
Humlogon Mein Bhed Karte
Aanewale Mod Se Nikale
Kal Ko Pichhe Chhod Ke Nikale
Pehle Road Pe Dikhte
Ab Manzil Tod Ke Nikale

Toofaan! Toofaan! Rukega Nahi
Toofaan! Toofaan! Jhukega Nahi
Toofaan! Toofaan! Mudega Nahi
Toofaan! Toofaan! Aagayela Hai

(Sunsaan Tha Ab Gham)** Aasan Bana Hai
Jeena Aur Jitna Ab Aasan Bana Hai
Bina Aadhar Ke Apni Pehchan Bani Hai
Apni Zindagi Jo Hawa Thi Toofaan Bani Hai

Note: ** marked line lyrics need to be verified.