Deewane Hai Deewano Ko Lyrics sung by Lata Mangeshkar & Mohammed Rafi is an Old Hindi Song from the movie Zanjeer featuring Amitabh Bachchan and Jaya Bhaduri. This song is written by Prakash Mehra while the music is directed by Kalyanji-Anandji.
Deewane Hai Deewano Ko Song Details
Song Title | Deewane Hai Deewano Ko |
Singer | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
Music | Kalyanji-Anandji |
Lyrics | Prakash Mehra |
Featuring | Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri |
Movie | Zanjeer |
Movie Director | Prakash Mehra |
Release Date | 11 May 1973 |
Deewane Hai Deewano Ko Lyrics in Hindi
आपके दिल में जो
थोड़ी सी जगह मिल जाए
अपने अरमानों की
बेताब कली खिल जाए
दीवाने हैं दीवानों को ना घर चाहिए, ना दर चाहिए
मोहब्बत भरी एक नजर चाहिए, नजर चाहिए
जवानी में जवानी के सहारे हो जवां, मेरे मेहेरबान
मुझे तू ही तू हमसफर चाहिए, हमसफर चाहिए
दीवाने हैं दीवानों को ना घर चाहिए, ना दर चाहिए
मोहब्बत भरी एक नजर चाहिए, नजर चाहिए
है सर पे हमारे खुला आसमां, खुला आसमां
है सर पे हमारे खुला आसमां, खुला आसमां
हमारे लिए है यही आशियाँ, यही आशियाँ
बिना प्यार के जिंदगी कुछ नहीं
बिना प्यार के जिंदगी कुछ नहीं
जहाँ प्यार है हर खुशी है वही
वो फूलोंभरी चाहे, चाहे काँटोभरी, हां काँटोभरी
चले जिसपे तू वो डगर चाहिए, डगर चाहिए
दीवाने हैं दीवानों को ना घर चाहिए, ना दर चाहिए
मोहब्बत भरी एक नजर चाहिए, नजर चाहिए
निगाहों में ऐसे इशारे हुए, इशारे हुए
निगाहों में ऐसे इशारे हुए, इशारे हुए
के दिल ने कहाँ हम तुम्हारे हुए, तुम्हारे हुए
नजर बन गई है जुबां प्यार में
नजर बन गई है जुबां प्यार में
मज़ा आ गया जीत का हार में
मिलेगा वही माँगोगे जो दिलदार से, मगर प्यार से
दुआओ में अपनी असर चाहिए,असर चाहिए
दीवाने हैं दीवानों को ना घर चाहिए, ना दर चाहिए
मोहब्बत भरी एक नजर चाहिए, नजर चाहिए
जवानी में जवानी के सहारे हो जवां, मेरे मेहेरबान
मुझे तू ही तू हमसफर चाहिए, हमसफर चाहिए
Written By: Prakash Mehra
More from Zanjeer Movie
- Yaari Hai Imaan Mera Lyrics – Zanjeer
- Dil Jalon Ka Dil Jala Ke Lyrics – Zanjeer
- Bana Ke Kyon Bigada Re Lyrics – Zanjeer
Deewane Hai Deewano Ko Video Song
Deewane Hai Deewano Ko Lyrics in English
Aapke Dil Mein Jo
Thodi Si Jagah Mil Jaaye
Apne Armaano Ki
Betaab Kali Khil Jaaye
Deewane Hai Deewano Ko Na Ghar Chahiye, Na Dar Chahiye
Mohabbat Bhari Ek Nazar Chahiye, Nazar Chahiye
Jawani Mein Jawani Ke Sahare Ho Jawan, Mere Meherbaan
Mujhe Tu Hi Tu Humsafar Chahiye, Humsafar Chahiye
Deewane Hai Deewano Ko Na Ghar Chahiye, Na Dar Chahiye
Mohabbat Bhari Ek Nazar Chahiye, Nazar Chahiye
Hai Sar Pe Hamare Khula Aasman, Khula Aasman
Hai Sar Pe Hamare Khula Aasman, Khula Aasman
Hamare Liye Hai Yahi Aashiyan, Yahi Aashiyan
Bina Pyar Ke Zindagi Kuch Nahi
Bina Pyar Ke Zindagi Kuch Nahi
Jahan Pyar Hai Har Khushi Hai Wahi
Wo Phoolon Bhari Chahe, Chahe Kaanton Bhari, Haan Kaanton Bhari
Chale Jispe Tu Wo Dagar Chahiye, Dagar Chahiye
Deewane Hain Deewanon Ko Na Ghar Chahiye, Na Dar Chahiye
Mohabbat Bhari Ek Nazar Chahiye, Nazar Chahiye
Nigahon Mein Aise Ishaare Hue, Ishaare Hue
Nigahon Mein Aise Ishaare Hue, Ishaare Hue
Ke Dil Ne Kahan Hum Tumhare Hue, Tumhare Hue
Nazar Ban Gayi Hai Zubaan Pyar Mein
Nazar Ban Gayi Hai Zubaan Pyar Mein
Mazaa Aa Gaya Jeet Ka Haar Mein
Milega Wahi Maangoge Jo Dildar Se, Magar Pyar Se
Duaon Mein Apni Asar Chahiye, Asar Chahiye