Arz Kiya Hai Lyrics – Anuv Jain

Arz Kiya Hai Lyrics written, composed, and performed by Anuv Jain is a heartfelt Hindi love song with a music produced by Lost Stories (Duo of Prayag Mehta and Rishab Joshi).

Song Details

Song TitleArz Kiya Hai
SingerAnuv Jain
ComposerAnuv Jain
LyricistAnuv Jain
Music ProducerLost Stories
Year2025
GenreLove Song
Music LabelCoke Studio India

Arz Kiya Hai Lyrics in Hindi

कायर जो थे वो शायर बने
अब क्या क्या करे ये इश्क में

ना केहते थे कुछ जो लगे खोज में
क्या लफ़्ज़ चुने नए आशिक ये

इश्क में तेरे है फ़ैज़ बने
अर्ज किया है
हमने भी लिखा कुछ तेरे बारे में है

ऐसे तू लगे की गुलाब है
और ऐसे तू लगे की गुलाब है
बागों में दिल के खिलके इन फिज़ाओं में छाए हो

और वैसे हम तो तेरे ही ग़ुलाम हैं
और वैसे हम तो तेरे ही ग़ुलाम हैं
बादशाह दिल के तेरी बाजी में जो तू चाहे तो

डूबे दिलों की क्या नाव बनू
मैं खुद तैर पाऊं ना आँखों में

शायर की फितरत में ही डूबना
मैं क्या ही लढू तूफानों से

इश्क में तेरे है फ़ैज़ बने
अर्ज किया है
हमने भी लिखा कुछ तेरे बारे में है

हाथों को संभाले मेरे हाथों में
कैसे हाथों को संभाले मेरे हाथों में
जब तक नींद ना आए इन लकीरों में बातें हो

सा रे प ग रे सा.. (आलाप)

हां.. सब ने तो सब कह दिया है
क्या ही कहूँ जो अभी भी अनकहा है

मैं हाये ना मिर्ज़ा ना मीर
ना माहिर ना जाहीर करूँ कुछ नया मैं

हाये
पर.. जो भी लिखा है जिया है
हां जिया है

ऐसे ऐसे
ऐसे कैसे वैसे

जैसे जैसे मैं पढ़ूँ मेरे दिल में जो
मेरी आँखें भी पढे तेरी आँखों को
क्या यह महफ़िल में बैठे या उठे दौड़ जाने को

तेरी आँखों में तारीफ़ों की तलाश है
मेरी महफ़िल तेरे जाने से वीरान है
मैं बस शायर बना हूँ सिर्फ तू सुनने आए तो

शायद शायर बना हूँ सिर्फ तू सुनने आए तो

Written by: Anuv Jain

More Songs by Anuv Jain

Arz Kiya Hai Official Video Song

Video Credits: Coke Studio India YouTube Channel

Arz Kiya Hai Lyrics in English (Romanized)

Kayar Jo The Wo Shayar Bane
Ab Kya Kya Kare Ye Ishq Mein

Na Kehte The Kuch Jo Lage Khoj Mein
Kya Lafz Chune Naye Aashiq Ye

Ishq Mein Tere Hai Faiz Bane
Arz Kiya Hai
Humne Bhi Likha Kuch Tere Bare Mein Hai

Aise Tu Lage Ki Gulaab Hai
Aur Aise Tu Lage Ki Gulaab Hai
Baghon Mein Dil Ke Khil Ke In Fizaon Mein Chaye Ho

Aur Waise Hum Toh Tere Hi Gulam Hai
Aur Waise Hum Toh Tere Hi Gulam Hai
Badshah Dil Ke Teri Baazi Mein Jo Tu Chahe Toh

Doobe Dilon Ki Kya Naav Banu
Main Khud Tair Pau Na Aankhon Mein

Shayar Ki Fitrat Mein Hi Doobna
Main Kya Hi Ladu Toofano Se

Ishq Mein Tere Hai Faiz Bane
Arz Kiya Hai
Humne Bhi Likha Kuch Tere Bare Mein Hai

Haathon Ko Sambhale Mere Haathon Mein
Kaise Haathon Ko Sambhale Mere Haathon Mein
Jab Tak Neend Na Aaye In Lakeeron Mein Baatein Ho

Sa Re Pa Ga Re Sa… (Alap)

Haan.. Sab Ne Toh Sab Keh Diya Hai
Kya Hi Kahun Jo Abhi Bhi Ankaha Hai

Main Haye Na Mirza Na Mir
Na Mahir Na Zahir Karun Kuch Naya Main

Haye

Par..Jo Bhi Likha Hai Jiya Hai
Haan Jiya Hai

Aise Aise
Aise Kaise Waise

Jaise Jaise Main Padhun Mere Dil Mein Jo
Meri Aankhen Bhi Padhe Teri Aankhon Ko
Kya Ye Mehfil Mein Baithe Ya Uthe Daud Jaane Ko

Teri Aankhon Mein Tarifo Ki Talash Hai
Meri Mehfil Tere Jaane Se Veeran Hai
Main Bas Shayar Bana Hun Sirf Tu Sun Ne Aaye Toh

Shayad Shayar Bana Hun Sirf Tu Sun Ne Aaye Toh

FAQs about Arz Kiya Hai

Anuv Jain wrote the lyrics of “Arz Kiya Hai.”

It’s a heartfelt Hindi love song with a emotional tone.

Sharing this post...

Disclaimer: All song lyrics on this site are provided for educational and personal use only. We do not claim ownership of any lyrics or media. All rights belong to the original copyright owners. If you are the rightful owner and wish to request removal, please contact us here.